Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMohammed Rafi
HomeMohammed Rafi
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kaaran karan karim kripa taar rahim kripa taar rahim koi bole raam raam koi khudaaye koi selego saiyaan koi allahye koi bole raam raam koi khudaaye koi selego saiyaan koi allahye koi bole raam raam koi khudaaye koi padhe ved koi kateb koi odhe neel koi safed koi padhe ved koi kateb koi odhe neel koi safed koi kare pooja koi kare pooja koi sir nawaaye koi sir nawaaye koi bole raam raam koi khudaaye koi kahe turku koi kahe hindu koi baachhe brisit koi sur gindu koi naawe teerth koi naawe teerth koi haz jaaye koi haz jaaye koi bole raam raam koi khudaaye koi selego saiyaan koi allahye koi bole raam raam koi khudaaye kaho naanak jin hukum pachhata prabhu saahib ka tinped jaata prabhu saahib ka tinped jaata
Koi Chal Diya Akela
ho oooo koi deewaana tumhen chaahega kabhi tumne socha bhi na hoga ho ho koi baahon mein chala aayega kabhi tumne socha bhi na hoga hmm hmmm koi deewaana ye aankhen jheelon ki gehraai ye zulfen saawan ki angdaayi dil kyun na ho saudaai ho ho koi baahon mein chala aayega kabhi tumne socha bhi na hoga hmm hmmm koi deewaana ye behte jharne mehki waadi ye dil mein halchal ye betaabi hai pyaar bhi aur nasha bhi hmm hmmm koi deewaana tumhen chaahega kabhi tumne socha bhi na hoga ho ho hoo koi baahon mein chala aayega kabhi tumne socha bhi na hoga hmm hmmm koi deewaana aa aa aa aa aa koi deewaana aa aaaa aaaa aaaa koi deewaana aa aaaa aaaa
oo raama ohh raama ho raama oo raama ho raama koi maane ya na maane chakayi ke chak dhum chakayi ke chak dhum chakayi ke chak dhum dhum sach kah gaye hain log puraane chakayi ke chak dhum chakayi ke chak dhum chakayi ke chak dhum dhum koi maane ya na maane sach kah gaye hain log puraane bure kaam ka bura nateeja kyon bhai chaacha haan bhateeja are kyon bhai chaacha are haan bhateeja bure kaam ka bura nateeja kyon bhai chaacha haan bhateeja are kyon bhai chaacha oo haan bhateeja tote se boli maina bujurgon ka hai kahna pyaare sach hai na bol jisne ek rishta toda wo sau rishte bhi todega toone kisi ko chhoda hai tujhe bhi koi chhodega are toone kisi ko chhoda hai tujhe bhi koi chhodega jo apnon ko thukraaye aur gairon se pyaar kare apne haathon se apni wo qabr taiyaar kare wo qabr taiyaar kare isiliye to kaha hai ke uss badanaam ka bure kaam ka bura nateeja kyon bhai chaacha are haan bhateeja are kyon bhai chaacha are haan bhateeja bure kaam ka bura nateeja kyon bhai
sab ke rehte lagta hai jaise koi nahin hai mera koi nahin hai mera sab ke rehte lagta hai jaise koi nahin hai mera koi nahin hai mera sooraj ko chhune nikla tha aaya haath andheraa koi nahin hai mera meri kismat mein hain thokar yun to bahot hai sahaare mere dil ka deep bhujha to phir kya chaand sitaare chanda waali raat bhi kaali chanda waali raat bhi kaali kaala hai mera saveraa koi nahin hai mera sab ke rehte lagta hai jaise koi nahin hai mera koi nahin hai mera hooooo oooo oooo oooo ooooo hooooo oooo oooo oooo ooooo rastaa hi rastaa hai aage naa manzil naa kinaara jaane kahaan par le chali hai mujhko samay ki dhaara tooti naiyya bichhde khiwaiyaa tooti naiyya bichhde khiwaiyaa tufaanon ne gheraa koi nahin hai mera sab ke rehte lagta hai jaise koi nahin hai mera koi nahin hai mera koi nahin hai mera koi nahin hai mera
hoooo hooo hoooo hoooo hoo hoooo hoooo hoooo hoooo hooo hoooo koi phool naa khilta ye kali bhi naa hoti zindagi bhi naa hoti agar tu naa hoti koi phool naa khilta ye kali bhi naa hoti zindagi bhi naa hoti agar tu naa hoti naa hota ujaala aur ye raat bhi naa hoti koi baat hi naa hoti agar tu naa hoti koi phool naa khilta koi zameen naa hoti aur assmaan naa hota koi zameen naa hoti aur assmaan naa hota koi hanseen naa hota koi jawaan naa hota naa taare muskuraate ye nazaare bikhar jaate koi khushi naa hoti agar tu naa hoti koi phool naa khilta naa koi pyaar hota naa intezaar hota naa koi pyaar hota naa intezaar hota naa koi dil machaltaa naa beqaraar hota poochhe jo koi humse ye sab hai tere dam se koi bhi shai naa hoti agar tu naa hoti koi phool naa khilta ye kali bhi naa hoti zindagi bhi naa hoti agar tu naa hoti zindagi bhi naa hoti agar tu naa hoti
koi pyaar ki dekhe jaadugari gulfaam ko mil gayi sabz pari koi pyaar ki dekhe jaadugari gulfaam ko mil gayi sabz pari darr aaj nahin hai qaatil ka aasaan hai rasta manzil kaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aa darr aaj nahin hai qaatil ka aasaan hai rasta manzil kaa nainon mein naya ek sapna hai ab saara zamana apna hai aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aa nainon mein naya ek sapna hai ab saara zamana apna hai aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa duniyaa hai humari pyaar bhari duniyaa hai humari pyaar bhari koi pyaar ki dekhe jaadugari gulfaam ko mil gayi sabz pari aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa hum pyaar ke panchhi mastaane koi rang humare kya jaane aaaa aaaaa aa hum pyaar ke panchhi mastaane koi rang humare kya jaane nahin ek thikaana jeevan mein kal qaid mein the ab gulshan mein aaaaaa aaaaa aaaa nahin ek thikaana jeevan mein kal qaid mein the ab gulshan mein aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa
ho koi pyaar se tohe dekhe sanwariyaa mere pyaar se to ye dekha na jaaye teri or uthe koi nazariyaa mere pyaar se to ye dekha na jaaye ho koi pyaar se tohe dekhe sanwariyaa mere pyaar se to ye dekha na jaaye teri or uthe koi nazariyaa mere pyaar se to ye dekha na jaaye ho koi pyaar se tohe dekhe sanwariyaa mere pyaar se to ye dekha na jaaye tera roop juda hai sabse tohe apna re mana jabse nayi baat huyi hai koi kyun ankhiyan hain khoyi khoyi rut badli hai pal mein aisi main ho gayi banwari jaisi ye haal raha to raani tohe jaan ke prem deewani mere naam se chhede sari nagariyaa mere pyaar se to ye dekha na jaaye ho koi pyaar se tohe dekhe sanwariyaa mere pyaar se to ye dekha na jaaye tera pyaar hai kitna pyara tujhe pa ke sab kuchh hara mohe dar lage sakhiyon se tohe chura na le akhiyon se yahi dard hai mere dil mein main bhi hoon isi mushkil mein chal ho ke na ho ab phere main sang hoon sajna tere kahin aur mujhe odhe chunariyaa mere pyaar se to ye dekha na jaaye
koi saagar dil ko behlata nahin koi saagar dil ko behlata nahin bekhudi mein bhi qaraar aataa nahin koi saagar dil ko behlata nahin main koi patthar nahin insaan hoon main koi patthar nahin insaan hoon kaise keh doon ghum se ghabrata nahin koi saagar dil ko behlata nahin bekhudi mein bhi qaraar aataa nahin kal to sab the carwaan ke saath saath kal to sab the carwaan ke saath saath aaj koi raah dikhlata nahin koi saagar dil ko behlata nahin bekhudi mein bhi qaraar aataa nahin zindagi ke aaine ko tod do zindagi ke aaine ko tod do iss mein ab kuchh bhi nazar aataa nahin koi saagar dil ko behlata nahin bekhudi mein bhi qaraar aataa nahin koi saagar dil ko behlata nahin
koi sone ke dil waala koi chaandi ke dil waala sheeshe ka hai matwaale tera dil mehfil ye nahin teri deewane kahin chal koi sone ke dil waala koi chaandi ke dil waala sheeshe ka hai matwaale tera dil mehfil ye nahin teri deewane kahin chal hain to sanam lekin pathar ke sanam yahaan pyaar waali narmi addaon mein kahaan hain to sanam lekin pathar ke sanam yahaan pyaar waali narmi addaon mein kahaan honthon se dekh inke takraaye na tera pyaala koi sone ke dil waala koi chaandi ke dil waala sheeshe ka hai matwaale tera dil mehfil ye nahin teri deewane kahin chal kya jaaniye kahaan se aati hai kaanon mein sadaa hai deewane ghum tera sabse judaa kya jaaniye kahaan se aati hai kaanon mein sadaa hai deewane ghum tera sabse judaa iss mehfil se utha dil na behlega ye matwaala koi sone ke dil waala koi chaandi ke dil waala sheeshe ka hai matwaale tera dil mehfil ye nahin teri deewane kahin chal koi sone ke dil waala koi chaandi ke dil waala sheeshe ka hai matwaale tera dil
koyal boli duniyaa doli koyal boli duniyaa doli samjho dil ki boli hoooo oooo oooo koyal boli duniyaa doli samjho dil ki boli dil duniyaa mein fark hai kitnaa tu hai kitni bholi hooo hooooo koyal boli duniyaa doli samjho dil ki boli iss dil ke dhoke mein reh lo kuchh bhi sun lo kuchh bhi keh lo iss dil ke dhoke mein reh lo kuchh bhi sun lo kuchh bhi keh lo rang bina naa kheli jaaye iss jeevan ki holi koyal boli duniyaa doli samjho dil ki boli upar ambar neeche zameen hai itnaa bada ghar koi nahin hai upar ambar neeche zameen hai itnaa bada ghar koi nahin hai phool pawan baadal panchhi ye sab apne humjoli ho oo oo koyal boli duniyaa doli samjho dil ki boli dekho hans do dil naa todo main khush hoon tum mera saath naa chhodo dekho hans do dil naa todo main khush hoon tum mera saath naa chhodo tera saath main chhodunga par bhej ke teri doli koyal boli duniyaa doli koyal boli duniyaa doli
koyal kyun gaaye koyal kyun gaaye koyal kyun gaaye koyal kyun gaaye baagh se jab patt jhar jaaye re bahaar chali aaye mann mast pawan jhadkaaye ambuwaan pe koyallllll gaaye baadal kyun chhaayeeeee baadal kyun chhaaye baadal kyun chhaaye chhaaye chhaaye re baadal kyun chhaaye birha ke jab geet koi gaaye re to aag lag jaaye rim jhim paani barsaaye aakaash pe baadallllll chhaaye hirni si aankh teri aa aa aa hirni si aankh teri hirni si aankh teri morini si chaaaal aa tujhse poochhun poochhun main ik chhota sa sawaal baaje kyun ghunghroo baaje kyun ghunghroo paanv mein jab kaanta lag jaaye maare dard ke haaye jab raaton mein neend naa aaye to chham chham baajeeeeeee ghunghroo neele gagan pe aayi aa aa aa neele gagan pe aayi neele gagan pe aayi chaand ki baarat aa tujhse poochhun poochhun main ik chhoti si ye baat manvaa kyun doleeeee manvaa kyun dole nadiyaa mein naav khaaye hichkole chori chori haule haule jab saajan ghunghat khole to gori ka manvaaaaaaaaa dole ittaa
kuch kehta hai ye sawan kya kehta hai kuch kehta hai ye sawan kya kehta hai shaam savere dil mein mere tu rehta hai ha ha ha ha tu rehta hai ho ho ho kuch kehti hai ye badli kya kehti hai ho kuch kehti hai ye badli arre kya kehti hai shaam savere dil mein mere tu rehti hai oye oye oye tu rehti hai rimjhim gata hai paani kyun gaata hai preet mein saajan geet ye jeevan ban jaata hai ban jaata hai phir aayee purwaai kyun aayee hai phir aayee purwaai kyun aayee hai sajni tera prem sandesa ye laayee hai bheegi bheegi raaton mein kya hota hai hooo bheegi bheegi raaton mein kya hota hai neend na aaye humko haai jug sota hai hmmm jug sota hai khilti hain tab kaliyaan kab khilti hain khilti hain tab kaliyaan kab khilti hain teri ankhiyaan meri ankhiyaan jab milti hain chham chham bajti hai paayal kab bajti hai chham chham bajti hai paayal kab bajti hai prem ke path par roop ko thokar jab lagti hai haai jab lagti hai dhak dhak karta hai ye dil kyun karta hai dhak dhak karta
kuchh kahen to khafaa chup rahen to khafaa kuchh kahen to khafaa chup rahen to khafaa haaye kaise sitamgar se paala pada paas aane naa de ho door jaane naa de kaise anjaan dilbar se paala pada kuchh kahen to khafaa ye aankhon ka surror naya naya hai ye jawaani ka guroor naya naya hai ye aankhon ka surror naya naya hai ye jawaani ka guroor naya naya hai abhi baali umr ka hai aakhiri kadam yahi soch ke sitam sahe jaate hain hum yahi soch ke sitam sahe jaate hain hum kuchh kahen to khafaa kuchh kahen to khafaa chup rahen to khafaa haaye kaise sitamgar se paala pada paas aane naa de ho door jaane naa de kaise anjaan dilbar se paala pada kuchh kahen to khafaa ye maana ke huzur hain jaan e chaman badh ke kali se hai naazuk badan ye maana ke huzur hain jaan e chaman badh ke kali se hai naazuk badan kadar dilwaalon ki kuchh kijiye karam kijiye aur dua lijiye karam kijiye aur dua lijiye kuchh kahen to khafaa kuchh kahen to khafaa chup rahen to khafaa haaye kaise sitamgar se
sun sajni kya sajna kuchh kehne waala tha main par bhool gaya o kuchh kehne waala tha main par bhool gaya sun sajna kya sajni kuchh kehne waali thi main par bhool gayi ho kuchh kehne waali thi main par bhool gayi haan dil ki baatein dil ko dhadka rahi hain aankhon pe chha rahi hain honthon pe aa rahi hain haan dil ki baatein dil ko dhadka rahi hain aankhon pe chha rahi hain honthon pe aa rahi hain chup ho gaya main ye soch ke magar main kya kahunga tujhko hai sab khabar sun sajni haan kya sajna kuchh kehne waala tha main par bhool gaya o kuchh kehne waala tha main par bhool gaya haan yaad aaya jo kuchh tha mujhko kehna hai aisi baat lekin achha hai chup hi rehna hoo haan yaad aaya jo kuchh tha mujhko kehna hai aisi baat lekin achha hai chup hi rehna kehna padega par ho ke beqraar main kya kahungi tujhko hai intezaar sun sajna kya sajni kuchh kehne waali thi main par bhool gayi ho kuchh kehne waali thi main par bhool gayi hai baat itni kehna tha sirf itna main dekh
kuchh log yahaan par aise hain kuchh log yahaan par aise hain kuchh log yahaan par aise hain har rang mein rang badalte hain har rang mein rang badalte hain hum unko aur samjhte hain par wo kuchh aur niklte hain kuchh log yahaan par aise hain apne matlab se matlab hai kisi aur se inko kya matlab kisi aur se inko kya matlab begaane se ban jaate hain jab nikal jaaye inn ka matlab koi kaise inke saath chale koi kaise inke saath chale har mod pe raah badlte hain kuchh log yahaan par aise hain kuchh log yahaan par aise hain humse ye kitni bhool huyi pehle naa inhen pehchaan sake pehle naa inhen pehchaan sake jab uth gaya parda chehre se tab asli soorat jaan sake kya milta hai inn logon ko kya milta hai inn logon ko jaane kyun aisa karte hain kuchh log yahaan par aise hain har rang mein rang badalte hain hum unko aur samjhte hain par wo kuchh aur niklte hain kuchh log yahaan par aise hain
kuchh nek kaam kar jaa duniya mein naam kar jaa marne ke baad ka bhi kuchh intzaam kar jaa kuchh nek kaam kar jaa duniya mein naam kar jaa marne ke baad ka bhi kuchh intzaam kar jaa kuchh nek kaam kar jaa duniya mein naam kar jaa mitti ka hai tu putla ye jism tera faani tu to nahin rahega reh jaayegi kahaani tu apni daastaane duniya mein naam kar jaa kuchh nek kaam kar jaa duniya mein naam kar jaa humdard sabka banke insaaniyat dikha jaa jo bhi tujhe pukaare uske hi kaam aa jaa sabki duvayen le jaa sabko salaam kar jaa kuchh nek kaam kar jaa duniya mein naam kar jaa sabse badi ibaadat logon ke kaam aana khud bhookh seh ke dede bhookhon ko apna khana do din ki zindagi ko yunhi tamaam kar jaa kuchh nek kaam kar jaa duniya mein naam kar jaa hai maut teri manzil aur zindagi safar hai toote na dil kisi ka har dil khuda ka ghar hai bandon ki uspe khidmat tu subha shaam kar jaa kuchh nek kaam kar jaa duniya mein naam kar jaa marne ke baad ka bhi kuchh intzaam kar jaa
aaaa aaaa aaaa aaaaa kuhu kuhu bole koyaliya kuhu kuhu bole koyaliya kunj kunj mein bhanwaren dole gun gun bole aaaa aaaa kuhu kuhu bole koyaliya sajj singaar ritu aayi basanti aaaa aaaa aaaa aaaa sajj singaar ritu aayi basanti aaaa aaaa aaaa aaaa jaise naar koi ho raswanti sa ni dha ma dha ni sa ga ma ga ma dha ni sa re sa ni dha ni sa re sa ni sa re sa ni dha ni ni dha ni ni dha ni ma dha dha ma dha dha ma dha ga re ga ma dha ni sajj singaar ritu aayi basanti jaise naar koi ho raswanti daali daali kaliyon ko titliyaan choome phool phool pankhadiyaan khole amrit ghole aaaa aaaa kuhu kuhu bole koyaliya kaahe kaahe ghata mein bijali chamke kaahe ghata mein bijali chamke ho sakta hai meghraaj ne baadariya ka shyam shyam mukh choom liya ho ho sakta hai meghraaj ne baadariya ka shyam shyam mukh choom liya ho chori chori mann pankhi ude naina jude aaaaaaaa kuhu kuhu bole koyaliya kuhu kuhu bole koyaliya kunj kunj mein bhanwaren dole gun gun bole aaaa aaaa kuhu kuhu bole
kya ajab saaz hai ye shehnai do hi sur ka ye khel sara hai kya ajab saaz hai ye shehnai do hi sur ka ye khel sara hai ek sur zindagi ka sahil hai doosra maut ka kinara hai ek sur zindagi ka sahil hai doosra maut ka kinara hai kya ajab saaz hai ye shehnai do hi sur ka ye khel sara hai ye baje to hayat ki mehfil poore joban pe aa ke jam jaye zindagi ek khwaab ho jaye ye agar bajate bajate tham jaye ye kabhi chaand choudhvin ka hai aur kabhi subha ka sitara hai ye kabhi chaand choudhvin ka hai aur kabhi subha ka sitara hai kya ajab saaz hai ye shehnai do hi sur ka ye khel sara hai aah aur waah ka ye sangam hai soz aur saaz ki jawaani hai aah aur waah ka ye sangam hai soz aur saaz ki jawaani hai hai agar ye shabaab ka kissa ek bewa ki bhi kahani hai kehkahon ka hi abshar nahin aansuon ka bhi ek dhara hai kehkahon ka hi abshar nahin aansuon ka bhi ek dhara hai kya ajab saaz hai ye shehnai do hi sur ka ye khel sara hai
kya dekhte ho kya dekhte ho surat tumhaari kya chaahte ho chaahat tumhaari na hum jo keh dein keh na sakogi lagti nahin theek niyat tumhaari kya dekhte ho surat tumhaari kya chaahte ho chaahat tumhaari na hum jo keh dein keh na sakogi lagti nahin theek niyat tumhaari kya dekhte ho surat tumhaari roz roz roz roz dekhoon tujhe nayi nayi lage mujhe angon mein amrit ki dhaara tere angon mein amrit ki dhaara dil lene ke dhang tere seekhe koi rang tere baaton ka andaaz pyaara teri baaton ka andaaz pyaara sharaarat se chehra chamakne laga kyun sharaarat se chehra chamakne laga kyun ye rang laayi hai sangat tumhaari kya dekhte ho surat tumhaari socho zara socho zara jaane jigar beetegi kya tumpe agar hum ko jo koi chura le tumse hum ko jo koi chura le kisi ne jo tumhein chheena naa mumkin hai uska jeena kaise nazar koi daale tumpe kaise nazar koi daale pyaar pe apne itna bharosa pyaar pe apne itna bharosa bikna mohabbat mein fitrat hamaari kya dekhte ho surat tumhaari kya
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Koi Bole Ram Ram Koi Khudaaye Mohd Rafi 03:55 15483
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Devotional
Lyricist
Guru Arjan Dev Ji
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:55   Song Number : 15483   

Koi Chal Diya Akela Rut Rangeeli Ayee (1972) 04:24 17275
 
Poster of Rut Rangeeli Ayee (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Ratan Deep - Hemraj
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:24   Song Number : 17275   

Koi Deewaana Tumhen Chaahega Teri Talash Mein (1968) 39896
 
Poster of Teri Talash Mein (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Sapan Jagmohan
Duration :    Song Number : 39896   

Koi Maane Ya Na Maane Chacha Bhatija (1977) 04:24 36314
 
Poster of Chacha Bhatija (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Dharmendra, Randhir Kapoor
Duration : 04:24   Song Number : 36314   

Koi Nahin Hai Mera Samjhauta (1973) 04:01 14130
 
Poster of Samjhauta (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Anil Dhavan
Duration : 04:01   Song Number : 14130   

Koi Phool Na Khilta Paise Ki Gudiya (1974) 03:27 13899
 
Poster of Paise Ki Gudiya (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Naveen Nishchal
Duration : 03:27   Song Number : 13899   

Koi Pyaar Ki Dekhe Kohinoor (1960) 03:20 16264
 
Poster of Kohinoor (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Meena Kumari
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:20   Song Number : 16264   

Koi Pyaar Se Tohe Dekhe Sanwariyaa Nirdosh (1973) 04:34 36377
 
Poster of Nirdosh (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Vinod Mehra, Yogeeta Bali
Duration : 04:34   Song Number : 36377   

Koi Saagar Dil Ko Behlata Nahin Dil Diya Dard Liya (1966) 03:46 20795
 
Poster of Dil Diya Dard Liya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Raag- 
Kalavati
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:46   Song Number : 20795   

Koi Sone Ke Dil Waala Maya (1961) 03:24 13699
 
Poster of Maya (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:24   Song Number : 13699   

Koyal Boli Duniyaa Doli Sargam (1979) 04:26 20800
 
Poster of Sargam (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jaya Prada, Rishi Kapoor
Duration : 04:26   Song Number : 20800   

Koyal Kyun Gaaye Aap Aye Bahaar Ayee (1971) 07:02 20801
 
Poster of Aap Aye Bahaar Ayee (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Sadhana
Duration : 07:02   Song Number : 20801   

Kuch Kehta Hai Ye Sawan Mera Gaon Mera Desh (1971) 04:47 18002
 
Poster of Mera Gaon Mera Desh (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dharmendra, Asha Parekh
Duration : 04:47   Song Number : 18002   

Kuchh Kahen To Khafa Ek Shriman Ek Shrimati (1969) 05:07 20804
 
Poster of Ek Shriman Ek Shrimati (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 05:07   Song Number : 20804   

Kuchh Kehne Waala Tha Mein Durgaa (1985) 04:55 37599
 
Poster of Durgaa (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Varma Malik
Music Director- 
Sonik-Omi
Duration : 04:55   Song Number : 37599   

Kuchh Log Yahaan Par Aise Hain Vardaan (1974) 04:04 18220
 
Poster of Vardaan (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vinod Mehra
Duration : 04:04   Song Number : 18220   

Kuchh Nek Kaam Kar Jaa Khuda Ka Banda (1957) 04:07 39721
 
Poster of Khuda Ka Banda (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shewan Rizvi
Music Director- 
S N Tripathi
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:07   Song Number : 39721   

Kuhu Kuhu Bole Suvarna Sundari (1958) 06:20 14307
 
Poster of Suvarna Sundari (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Aadi Narayan Rao
On Screen Actors- 
Anjali Devi, Nageshwar Rao
Raag- 
Sohini
Taal- 
Tintal
Duration : 06:20   Song Number : 14307   

Kya Ajab Saaz Hai Shehnai (1964) 04:05 14242
 
Poster of Shehnai (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet
Duration : 04:05   Song Number : 14242   

Kya Dekhte Ho Qurbani (1980) 04:31 17921
 
Poster of Qurbani (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Firoz Khan, Zeenat Aman
Duration : 04:31   Song Number : 17921   
Karaoke Songs of Mohammed Rafi, Sad Songs of Mohammed Rafi, Love Songs of Mohammed Rafi, Dance Songs of Mohammed Rafi, Hip-hop songs of Mohammed Rafi, Best songs of Mohammed Rafi, Super hit songs of Mohammed Rafi, hit songs of Mohammed Rafi, duet songs of Mohammed Rafi, solo songs of Mohammed Rafi, old songs of Mohammed Rafi, famous songs of Mohammed Rafi, Hindi Karaoke Songs of Mohammed Rafi, Hindi Sad Songs of Mohammed Rafi, Hindi Love Songs of Mohammed Rafi, Hindi Dance Songs of Mohammed Rafi, Hindi Hip-hop songs of Mohammed Rafi, best Hindi songs of Mohammed Rafi, super hit Hindi songs of Mohammed Rafi, hit Hindi songs of Mohammed Rafi, duet Hindi songs of Mohammed Rafi, solo Hindi songs of Mohammed Rafi, old Hindi songs of Mohammed Rafi, famous Hindi songs of Mohammed Rafi, Sing Along Songs of Mohammed Rafi, Sing Along Sad Songs of Mohammed Rafi, Sing Along Love Songs of Mohammed Rafi, Sing Along Dance Songs of Mohammed Rafi, Sing Along Hip-hop songs of Mohammed Rafi, Sing Along Best songs of Mohammed Rafi, Sing Along Super hit songs of Mohammed Rafi, Sing Along hit songs of Mohammed Rafi, Sing Along duet songs of Mohammed Rafi, Sing Along solo songs of Mohammed Rafi, Sing Along old songs of Mohammed Rafi, Sing Along famous songs of Mohammed Rafi